Ab Ke Sawan Mein Jee Dare ( अब के सावन मैं जी डरे ) lyrics in Hindi. Sung by Babul Supriyo, Sadhana Sargam. Lyrics by Majrooh Sultanpuri. Music by Bablu Chakraborty, Rahul Dev Burman. From Dil Vil Pyar Vyar 2002.
| Movie | Dil Vil Pyar Vyar 2002 |
| Singers | Babul Supriyo, Sadhana Sargam |
| Music Director | Bablu Chakraborty, Rahul Dev Burman |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Cast | Madhavan, Jimmy Shergill, Sanjay Suri, Raqesh Vashisth, Namrata Shirodkar, Sonali Kulkarni, Hrishitaa Bhatt, Bhavna Pani, Asrani, Tiku Talsania, Rita Bhaduri, Kiran Kumar, Gulshan Grover |
| Music Label | Saregama |
अब के सावन मैं जी डेरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
अब के सावन मैं जी डेरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी, हो
अब के सावन मैं जी डेरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी
हो हो हो
ऐसा मौसम पहले कभी भी आया नहीं
ऐसा बादल अम्बर पे सजना छाया नहीं
ओ, ऐसा मौसम पहले कभी भी आया नहीं
ऐसा बादल अम्बर पे सजना छाया नहीं
हो, यह सुहाना समा प्रेम की खोज मैं, मौज मैं
ओ हो, पागल प्रेमी बाँके फिरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी
हो, अब के सावन मैं जी डेरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी
आ तुझको आँखों मैं छुपा लूँ इस रात मैं
कजरा गजरा बेह जायेगा री बरसात मैं
ओ, आ तुझको आँखों मैं छुपा लूँ इस रात मैं
हो, कजरा गजरा बेह जायेगा री बरसात मैं
हो, होश से काम लो, राम का नाम लो, थाम लो
हो हो, जाने बएरन रूट क्या करे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी, ओ
अब के सावन मैं जी डेरे
रिम झिम तन पे पानी गिरे
मन मैं लगे आग सी
ओ, मन मैं लगे आग सी
हो, मन मैं लगे आग सी.
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si, ho
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
Ho ho ho
Aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin
Aisa baadal ambar pe sajna chhaaya nahin
O, aisa mausam pehle kabhi bhi aaya nahin
Aisa baadal ambar pe sajna chhaaya nahin
Ho, yeh suhaana sama prem ki khoj mein, mauj mein
O ho, paagal premi banke phire
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
Ho, ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
Aa tujhko aankhon mein chhupa loon is raat mein
Kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein
O, aa tujhko aankhon mein chhupa loon is raat mein
Ho, kajra gajra beh jaayega ri barsaat mein
Ho, hosh se kaam lo, ram ka naam lo, thaam lo
Ho ho, jaane baeran rut kya kare
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si, o
Ab ke saawan mein ji darre
Rim jhim tan pe paani gire
Mann mein lage aag si
O, mann mein lage aag si
Ho, mann mein lage aag si.
If you enjoyed Ab Ke Sawan Mein Jee Dare lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Ab Ke Sawan Mein Jee Dare is a song from Dil Vil Pyar Vyar 2002. It is sung by Babul Supriyo, Sadhana Sargam. The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri. The music direction is by Bablu Chakraborty, Rahul Dev Burman. The song was released in 2002.
Ab Ke Sawan Mein Jee Dare is sung by Babul Supriyo, Sadhana Sargam.
The lyrics are written by Majrooh Sultanpuri.
It is from Dil Vil Pyar Vyar 2002.
You can watch the official music video of Ab Ke Sawan Mein Jee Dare on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown