Boondon Se Baatein ( बूंदों से बातें ) lyrics in Hindi. Sung by Sujata Trivedi. Lyrics by Mehboob Alam Kotwal. Music by A.R. Rahman. From Thakshak 1999.
| Movie | Thakshak 1999 |
| Singers | Sujata Trivedi |
| Music Director | A.R. Rahman |
| Lyricist | Mehboob Alam Kotwal |
| Cast | Ajay Devgan, Tabu, Rahul Bose, Nethra Raghuraman, Govind Namdeo, Amrish Puri |
| Music Label | Sa Re Ga Ma |
बूंदों से बातें
भीगी भीगी भीगी जादू भारी
लम्हों की ये रातें
भीगी भीगी भीगी जादू भारी
लम्हों की ये रातें
देखो करने लगी हूँ
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
में बूंदों से बातें
भीगी भीगी भीगी जादू भारी
लम्हों की ये रातें
देखो करने लगी हूँ
में बूंदों से बातें
रिमझिम रिमझिम …
मैना पूछा बूंदों से
मैना पूछा बूंदों से
सच सच बोलो हैं राज क्या
यूं बरसे घटा किस गम मैं
कहने लगे ये तो आस हैं
किसी की चाह मैं खुशियों के
परवत की दीवानी वो
बरसे घटा मस्तानी वो
मुझपे भी हैं दीवानापन किसीका
देखो करने लगी हूँ
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
भीगी भीगी भीगी जादू भारी
लम्हों की ये रातें
देखो करने लगी हूँ
में बूंदों से बातें
साँधी साँधी खुशबू हैं
साँधी साँधी खुशबू हैं
रिमझिम रिमझिम बूँदें गिरें
कैसी महक उठी हैं ज़मीन ये
बादल ने छलकाया हैं प्यार
देखो बेकरार ज़मीन पे
मुझपे भी बरसाया हैं
मुझको भी महकाया हैं
छलकाया प्यार किसीने मुझपे भी
देखो करने लगी हूँ
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें,
बूंदों से बातें …
बूंदों से बातें
में बूंदों से बातें
बूंदों से बातें
बूंदों से बातें …
Boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki ye raatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki ye raatein
Dekho karne lagi hoon
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki ye raatein
Dekho karne lagi hoon
Main boondon se baatein
Rimjhim rimjhim …
Maina poochha boondon se
Maina poochha boondon se
Sach sach bolo hai raaz kya
Yoon barse ghata kis gam mein
Kehne lage ye to aas hai
Kisi ki chaah mein khushiyon ke
Parwat ki deewani vo
Barse ghata mastani vo
Mujhpe bhi hai deewanapan kisika
Dekho karne lagi hoon
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Bheegi bheegi bheegi jaadu bhari
Lamhon ki ye raatein
Dekho karne lagi hoon
Main boondon se baatein
Saandhi saandhi khushboo hai
Saandhi saandhi khushboo hai
Rimjhim rimjhim boondein girein
Kaisi mehek uthi hai zameen ye
Baadal ne chhalkaya hai pyaar
Dekho bekaraar zameen pe
Mujhpe bhi barsaaya hai
Mujhko bhi mehkaaya hai
Chhalkaaya pyaar kisine mujhpe bhi
Dekho karne lagi hoon
Main boondon se baatein
Boondon se baatein,
Boondon se baatein …
Boondon se baatein
Main boondon se baatein
Boondon se baatein
Boondon se baatein …
If you enjoyed Boondon Se Baatein lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Boondon Se Baatein is a song from Thakshak 1999. It is sung by Sujata Trivedi. The lyrics are written by Mehboob Alam Kotwal. The music direction is by A.R. Rahman. The song was released in 1999.
Boondon Se Baatein is sung by Sujata Trivedi.
The lyrics are written by Mehboob Alam Kotwal.
It is from Thakshak 1999.
You can watch the official music video of Boondon Se Baatein on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown