?>

बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke lyrics in Hindi - Amaanat | Asha Bhosle

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke (बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के) lyrics in Hindi is Sung by Asha Bhosle from Movie Amaanat. The song's music direction is by Ravi Shankar Sharma (Ravi), and lyrics are written by Sahir Ludhianvi. It casts Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni.

Movie Amaanat 1977
Singers Asha Bhosle
Music Director Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyricist Sahir Ludhianvi
Cast Manoj Kumar, Sadhana, Balraj Sahni
Music Label Saregama

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke lyrics in Hindi


बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तामना की ठी
हार मिले खारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के

बीती रुतों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक ठे सब के सब ठे हमारे
बीती रुतों को कोई कैसे पुकारे
हम कल तलक ठे सब के सब ठे हमारे
आज मोहताज हैं सहारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों केबुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के

कल ज़िंदगी ठी अपनी सुख का तराना
मरने का ढूँढ्ते हैं आज हम बहाना
कल ज़िंदगी ठी अपनी सुख का तराना
मरने का ढूँढ्ते हैं आज हम बहाना
कैसे कैसे खेल हैं सितारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
फूलों की तामना की ठी
हार मिले खारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के
बुझे बुझे रंग हैं नज़ारों के
लूट गये क़ाफ़िले बहारों के.



Also check Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke lyrics in English


Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke

Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Beeti ruton ko koyi kaise pukaare
Hum kal talak thhe sab ke sab thhe hamaare
Aaj mohtaaj hain sahaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron keBujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke

Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kal zindagi thhi apni sukh ka taraana
Marne ka dhoondhte hain aaj hum bahaana
Kaise kaise khel hain sitaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Phoolon ki tamanna ki thhi
Haar mile khaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke
Bujhe bujhe rang hain nazaaron ke
Lut gaye qaafile bahaaron ke.

If you enjoyed Bujhe Bujhe Rang Hain Nazaaron Ke lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

Download App

Download Our App

Listen to the top collection of Hindi Old Songs in ALL LANGUAGES. Download NOW