?>
Ek Saathi Aur Bhi Tha (एक साथी और भी था) lyrics in Hindi is Sung by Sonu Nigam from Movie Loc Kargil. The song's music direction is by Anu Malik, and lyrics are written by Javed Akhtar. It casts Nagarjuna Akkineni, Puru Rajkumar, Sanjay Dutt, Ajay Devgan, Saif Ali Khan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, bhishek Bachchan, Akshaye Khanna, Manoj Bajpai, Rani Mukerji, Kareena Kapoor, Esha Deol, Raveena Tandon.
Movie | Loc Kargil 2003 |
Singers | Sonu Nigam |
Music Director | Anu Malik |
Lyricist | Javed Akhtar |
Cast | Nagarjuna Akkineni, Puru Rajkumar, Sanjay Dutt, Ajay Devgan, Saif Ali Khan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, bhishek Bachchan, Akshaye Khanna, Manoj Bajpai, Rani Mukerji, Kareena Kapoor, Esha Deol, Raveena Tandon |
Music Label | Saregama |
खामोश हैं जो
ये वो सदा हैं
वो जो नहीं हैं
वो कह रहा हैं
साथियों तुमको मिले
जीत ही जीत सदा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
जाओ जो लूट के तुम
घर हो खुशी से भारा
जाओ जो लूट के तुम
घर हो खुशी से भारा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
कल पर्बतों पे कहीं
बरसी थी जब गोलियाँ
हम लोग ध साथ मैं
और हौसले ध जवान
अब तक चट्टानों पे
हैं अपने लहू के निशान
साथी मुबारक तुम्हें
ये जश्न हो जीत का
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
कल तुमसे बिछड़ी हुई
ममता जो फिर से मिलेकल फूल चेहरा कोई
जब तुमसे मिल्के खिले
कल तुमसे बिछड़ी हुई
ममता जो फिर से मिले
कल फूल चेहरा कोई
जब तुमसे मिल्के खिले
पाओ तुम इतनी खुशी
मिट जायें सारे गीले
हैं प्यार जिनसे तुम्हें
साथ रहे वो सदा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
जब अमन की बाँसुरी
गूंजे गगन के तले
जब दोस्ती का दिया
इन सरहदों पे जले
जब भूल के दुश्मनी
लग जाये कोई गली
जब सारे इंसानों
का हो एक ही काफ़िला
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
जाओ जो लूट के तुम
घर हो खुशी से भारा
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था
बस इतना याद रहे
एक साथी और भी था.
Khaamosh hai jo
Ye wo sadaa hai
Wo jo nahin hai
Wo kah rahaa hai
Saathiyon tumko mile
Jit hi jit sadaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Kal parbaton pe kahin
Barsi thi jab goliyaan
Ham log the saath mein
Aur hausle the javaan
Ab tak chattaanon pe
Hain apne lahoo ke nishaan
Saathi mubaarak tumhein
Ye jashn ho jit kaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Kal tumse bichhadi hui
Mamtaa jo phir se mileKal phool chehraa koi
Jab tumse milke khile
Kal tumse bichhadi hui
Mamtaa jo phir se mile
Kal phool chehraa koi
Jab tumse milke khile
Paao tum itni khushi
Mit jaayein saare gile
Hai pyaar jinse tumhein
Saath rahe wo sadaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Jab aman ki baansuri
Goonje gagan ke tale
Jab dosti kaa diyaa
In sarhadon pe jale
Jab bhool ke dushmani
Lag jaaye koi gale
Jab saare insaano
Kaa ho ek hi kaafilaa
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Jaao jo laut ke tum
Ghar ho khushi se bhara
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha
Bas itnaa yaad rahe
Ek saathi aur bhi tha.
If you enjoyed Ek Saathi Aur Bhi Tha lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.