फाधर साब Father Saab lyrics in Hindi - King, Amit Bhadana

फाधर साब Father Saab Song Lyrics in Hindi

Father Saab (फाधर साब) lyrics in Hindi is Sung by King, Amit Bhadana. The song's music direction is by Section8, and lyrics are written by King.

Album Amit Bhadana
Singers King, Amit Bhadana
Music Director Section8
Lyricist King

Father Saab lyrics in Hindi


रे बापू तूने सिखाया
जो कभी भूला नहीं
गलती ना हो तो
सूरज की आँखों में ताड़ ले

जहाँ को पड़े वो कदम रुके नहीं
सोच ऐसी हो चट्टानों का भी
सीना फाड़ दे

लोगो से तेरे घुटने
आज तक टेके नहीं गए
क्यूँ की ऐसो से कभी
घमंड के कपडे फेके नी गए

और जो डटा रे आखिरी सांस तक
वो साथी होता है
ओह सच का खड़ा भी
एक अनेक में बेटा काफी होता है

और जो हक़ के लिए लड़े सबसे
वो बाप ही होता है
पीठ पे चढ़के दुनिया दिखे जिसके
वो बाप ही होता है

और जो डांटे चाहे मारे
पर दिल का साफ़ होता है
ज़्यादा फ़िक्र ना करे ज़माने की
वो बाप ही होता है

बापू तेरी खूबी सारी
मुझमे समां रखी
ओह तेरे जैसी मैंने
इज़्ज़त कमा रखी

ओह जब फ़र्ज़ उठाया
जिम्मेदारियों का तब से ही
दुखी मैंने कभी नहीं माँ रखी
वो रोज़ मुझमे तेरी छवि
देखा करती बापू

परछाइयां शेरों की कहाँ मरती
एक वजह होती है जो जीने की बापू
वो माँ की आँखों में दिखा करती

तू नहीं दुनिया में
पर तेरी बात रहे
रामपाल फौजी के पोतों की
पूरी ठाठ रहे

ओह रख के हाथ जो सर पे
मिटा दे ग़म सारे
बाप ही होता है
सही और गलत में फरक बतावे
ऐसा बाप ही होता है

और जो डांटे चाहे मारे
पर दिल का साफ़ होता है
ज़्यादा फ़िक्र ना करे ज़माने की
वो बाप ही होता है

रे बापू आंख में ले आसमान से
जब जब चेहरा तेरा दीखता है
मैं रोज़ लड़ूँ तूफ़ान से बंदा
ठहर कहाँ खींचता है

मैं रोज पूंछू भगवान से
क्यूँ तू साथ नहीं दीखता है
तू तरस ही खाके जगह बता दे
ख्वाब जहाँ बिकता है

क्यूँ ना वहीँ से ही जाके
मैं खरीद लूँ
मुझे मांगे से प्यार मिलता नहीं
पर तेरा ही दिया हुआ सब रखा
भोले बस मुझे बाप दीखता नहीं

आज तेरे बिना भी मैं
तेरी ही नज़रों से दुनिया देखता हूँ
मैं आज भी तेरे ना होने का दुःख
एक हस्ते हुए चेहरे से लपेटता हूँ

बापू तेरी दुआएं कुछ
इस तरह मेरे साथ हैं
आज धरती पे खड़ा होके मैं
पूरे का पूरा आसमान समेटता हूँ

बापू, बापू
बापू, बापू

और जो डांटे चाहे मारे
पर दिल का साफ़ होता है
ज़्यादा फ़िक्र ना करे ज़माने की
वो बाप ही होता है.


Father Saab Music Video


Also check Father Saab Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Father Saab lyrics in English


Re baapu tune sikhaya
Jo kabhi bhoola nahi
Galti na ho toh
Sooraj ki ankhon mein taad le

Jahan ko pade woh kadam ruke nahi
Soch aisi ho chattano ka bhi
Seena phaad de

Logo se tere ghutne
Ajj tak teke nahi gaye
Kyun ki aiso se kabhi
Ghamand ke kapde feke ni gaye

Aur jo datta re akhiri saans tak
Woh sathi hota hai
Oh sach ka khada bhi
Ek anek mein beta kaafi hota hai

Aur jo hakk ke liye lade sabse
Woh baap hi hota hai
Peeth pe chadhke duniya dikhe jiske
Woh baap hi hota hai

Aur jo daante chaahe maare
Par dil ka saaf hota hai
Zyada fikar na kare zamane ki
Woh baap hi hota hai

Bapu teri khoobi saari
Mujhme sama rakhi
Oh tere jaisi maine
Izzat kama rakhi



Oh jab farz uthaya
Jimmedariyon ka tab se hi
Dukhi maine kabhi nahi maa rakhi
Woh roz mujhme teri chhavi
Dekha karti baapu

Parchhaiyan sheron ki kahan marti
Ek wajah hoti hai jo jeene ki baapu
Woh maa ki aankhon mein dikha karti

Tu nahi duniya mein
Par teri baat rahe
Rampal fauji ke poton ki
Poori thath rahe

Oh rakh ke haath jo sar pe
Mita de gham saare
Baap hi hota hai
Sahi aur galat mein farak batawe
Aisa baap hi hota hai

Aur jo daante chaahe mare
Par dil ka saaf hota hai
Zyada fikar na kare zamane ki
Woh baap hi hota hai

Re bapu ankh mein le aasmaan se
Jab jab chehra tera dikhta hai
Main roz ladoon toofan se banda
Tehar kahan khichta hai

Main roj punchhu bhagwan se
Kyun tu sath nahi dikhta hai
Tu taras hi khake jagah bata de
Khwaab jahan bikta hai

Kyun na wahin se hi jaake
Main khareed loon
Mujhe maange se pyar milta nahi
Par tera hi diya hua sab rakha
Bhole bas mujhe baap dikhta nahi

Aaj tere bina bhi main
Teri hi nazron se duniya dekhta hoon
Main aaj bhi tere na hone ka dukh
Ek haste hue chehre se lapet ta hoon

Bapu teri duaein kuch
Is tarah mere sath hain
Aaj dharti pe khada hoke main
Poore ka poora aasmaan samet ta hoon

Baapu, baapu
Baapu, baapu

Aur jo daante chaahe mare
Par dil ka saaf hota hai
Zyada fikar na kare zamane ki
Woh baap hi hota hai.

If you enjoyed Father Saab lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Father Saab

Father Saab is a song from Amit Bhadana. It is sung by King, Amit Bhadana. The lyrics are written by King. The music direction is by Section8. The song was released in 2021.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Father Saab?

Father Saab is sung by King, Amit Bhadana.

Who wrote the lyrics of Father Saab?

The lyrics are written by King.

Which movie or album is Father Saab from?

It is from Amit Bhadana.

Where can I watch the official video of Father Saab?

You can watch the official music video of Father Saab on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown