Fizaa Bhi Hai Javaan Javaan (फ़िज़ा भी हैं जवान जवान) lyrics in Hindi is Sung by Salma Agha from Movie Nikaah. The song's music direction is by Ravi Shankar Sharma (Ravi), and lyrics are written by Hasan Kamal. It casts Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha.
| Movie | Nikaah 1982 |
| Singers | Salma Agha |
| Music Director | Ravi Shankar Sharma (Ravi) |
| Lyricist | Hasan Kamal |
| Cast | Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha |
| Music Label | Saregama |
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान
हवा भी हैं रवान रवान
सुना रहा हैं ये समा
सुनी सुनी सी दास्तां
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान
पुकार देख दूर वो
काफ़िले बहार के
बिखर गाए हैं राग से
किसीके इंतज़ार मे
लहर लहर के होथ पर
वफ़ा की हैं कहानियाँ
सुना रहा हैं ये समा
सुनी सुनी सी दास्तां
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान
बुझी मगर बुझी नहीं ना
जाने कैसी प्यास हैं
करार दिल से आज भी ना
दूर हैं ना पास हाइये खेल धूप छाओ का
ये पर्वते ये दूरियाँ
सुना रहा हैं ये समा
सुनी सुनी सी दास्तां
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान
हर एक पल को धुन्धता
हर एक पल चला गया
हर एक पल फिर आप का
हर एक पल मिसाल का
हर एक पल गुज़र गया
बनाके दिल पे इक निशान
सुना रहा हैं ये समा
सुनी सुनी सी दास्तां
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान
हवा भी हैं रवान रवान
सुना रहा हैं ये समा
सुनी सुनी सी दास्तां
फ़िज़ा भी हैं जवान जवान.
Fizaa bhi hai jawan jawan
Hawa bhi hai ravaan ravaan
Sunaa rahaa hai ye samaa
Suni suni si daastan
Fizaa bhi hai jawan jawan
Pukaar dekh dur vo
Kaafile bahaar ke
Bikhar gae hai rag se
Kisike intazaar me
Lahar lahar ke hoth par
Wafaa ki hai kahaaniyaan
Sunaa rahaa hai ye samaa
Suni suni si daastan
Fizaa bhi hai jawan jawan
Bujhi magar bujhi nahi na
Jaane kaisi pyaas hai
Qaraar dil se aaj bhi na
Dur hai na paas haiYe khel dhup chhaao kaa
Ye parvate ye duriyaan
Sunaa rahaa hai ye samaa
Suni suni si daastan
Fizaa bhi hai jawan jawan
Har ek pal ko dhundhataa
Har ek pal chalaa gayaa
Har ek pal phir aap kaa
Har ek pal misaal kaa
Har ek pal guzar gayaa
Banaake dil pe ik nishaan
Sunaa rahaa hai ye samaa
Suni suni si daastan
Fizaa bhi hai jawan jawan
Hawa bhi hai ravaan ravaan
Sunaa rahaa hai ye samaa
Suni suni si daastan
Fizaa bhi hai jawan jawan.
If you enjoyed Fizaa Bhi Hai Javaan Javaan lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Fizaa Bhi Hai Javaan Javaan is a song from Nikaah 1982. It is sung by Salma Agha. The lyrics are written by Hasan Kamal. The music direction is by Ravi Shankar Sharma (Ravi). The song was released in 1982.
Fizaa Bhi Hai Javaan Javaan is sung by Salma Agha.
The lyrics are written by Hasan Kamal.
It is from Nikaah 1982.
You can watch the official music video of Fizaa Bhi Hai Javaan Javaan on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown