हैं मौज मैं अपने बेगाने Hai Mauj Mein Apne Begaane Lyrics in Hindi
Jin Raaton Mein Neend Ud Jaati Hai (जिन रातों मैं नींद उड़ जाती हैं) lyrics in Hindi is Sung by Mohammed Rafi from Movie Raat Ki Rani. The song's music direction is by Hansraj Behl, and lyrics are written by Arzoo Lakhnavi. It casts Munawar Sultana, Shyam, Sulochana Chatterjee.
| Movie | Raat Ki Rani |
| Singers | Mohammed Rafi |
| Music Director | Hansraj Behl |
| Lyricist | Arzoo Lakhnavi |
| Cast | Munawar Sultana, Shyam, Sulochana Chatterjee |
| Music Label | Columbia Records |
आ जिन रातों मैं नींद उड़ जाती हैं
क्या क़ेहेर की रातें होती हैं
दरवाज़ों से टकरा जाते हैं
दीवारों से बातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद उड़ जाती हैं
क्या क़ेहेर की रातें होती हैं
दरवाज़ों से टकरा जाते हैं
दीवारों से
दीवारों से बातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद
गिर गिर के जो बादल आते हैं
और बे बरसे खुल जाते हैं
आशाओं की
आशाओं की झूठी दुनिया मैं
सुखी बरसातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद
अर्ज़ किया हैं
जब वो नहीं होते पहलू मैं
और लम्बी रातें होती हैंयाद आ के याद आ के सताती रहती हैं
और दिल से और दिल से बातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद
गौर फरमाइये
हँसने मैं जो आँसू आते हैं
दो तस्वीरें दिखलाते हैं
हर रोज़ हर रोज़ जनाजे उठ्ते हैं
हर रोज़ बरातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद
मकता अर्ज़ हैं
हिम्मत किस की हैं जो पूछ सके
ये आरज़ू ए सौदाई हैं
क्यों साहिब क्यों साहिब आखिर अकेले मैं
ये किस से ये किस से बातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद उड़ जाती हैं
क्या क़ेहेर की रातें होती हैं
दरवाज़ों से टकरा जाते हैं
दीवारों से बातें होती हैं
जिन रातों मैं नींद.
Aaa jin raaton mein neend ud jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takraa jaate hain
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend ud jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takra jaate hain
Deewaaron se
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Ghir ghir ke jo baadal aate hain
Aur be barse khul jaate hain
Aashaaon ki
Aashaaon ki jhoothi duniya mein
Sukhi barsaaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Arz kiya hai
Jab wo nahin hote pehlu mein
Aur lambi raaten hoti hainYaad aa ke yaad aa ke sataati rehti hain
Aur dil se aur dil se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Gaur farmaaiye
Hansne mein jo aansoo aate hain
Do tasweeren dikhlaate hain
Har roz har roz janaaze uthhte hain
Har roz baraaten hoti hain
Jin raaton mein neend
Maqta arz hai
Himmat kis ki hai jo poochh sake
Ye aarzu e saudaayi hai
Kyun saahib kyun saahib aakhir akele mein
Ye kis se ye kis se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend udd jaati hai
Kya qeher ki raaten hoti hain
Darwaazon se takra jaate hain
Deewaaron se baaten hoti hain
Jin raaton mein neend.
If you enjoyed Jin Raaton Mein Neend Ud Jaati Hai lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Jin Raaton Mein Neend Ud Jaati Hai is a song from Raat Ki Rani. It is sung by Mohammed Rafi. The lyrics are written by Arzoo Lakhnavi. The music direction is by Hansraj Behl.
Jin Raaton Mein Neend Ud Jaati Hai is sung by Mohammed Rafi.
The lyrics are written by Arzoo Lakhnavi.
It is from Raat Ki Rani.
You can watch the official music video of Jin Raaton Mein Neend Ud Jaati Hai on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown