तेरी फरियाद Teri Fariyaad lyrics in Hindi - Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj

तेरी फरियाद Teri Fariyaad Song Lyrics in Hindi

Teri Fariyaad (तेरी फरियाद) lyrics in Hindi is Sung by Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj from Movie Tum Bin 2. The song's music direction is by Ankit Tiwari, and lyrics are written by Manoj Muntashir, Shakeel Azmi. It casts Neha Sharma, Aditya Seal, Ashim Gulati.

Movie Tum Bin 2 2016
Singers Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj
Music Director Ankit Tiwari
Lyricist Manoj Muntashir, Shakeel Azmi
Cast Neha Sharma, Aditya Seal, Ashim Gulati
Music Label T-Series

Teri Fariyaad lyrics in Hindi


अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे
अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे
तेरी फरियाद मा गा रे
मुझमें दबी हो जैसे,

जागते जागते इक उमर कटी हो जैसे
जागते जागते इक उमर कटी हो जैसे
अब कोई आस ना उम्मीद
बची हो जैसे.

रास्ते चलते हैं
मगर पाऊँ थामे लगते हैं,

हम भी इस बर्फ के मंज़र मैं
जमे लगते हैं,

जान बाकी हैं मगर साँस रुकी हो जैसे.

वक्त के पास लतिफ भी हैं
मरहम भी हैं
क्या करूँ में के मेरे दिल मैं
तेरा घाम भी हैं.

मेरी हर साँस्तेरी नाम लिखी हो जैसे
कोई फरियाद तेरह दिल मैं
दबी हो जैसे.

किसको नाराज़ करूँ
किस से खफा हो जाऊँ
अक्स हैं दोनों मेरे
किस से जुदा हो जाऊँ,

मुझसे कुछ तेरी नज़र पूछ
रही हो जैसे.

रात कुछ ऐसी कटी हैं के
सहर ही ना मिली
जिस्म से जान के निकलने
खबर ही ना मिली.

ज़िंदगी तेज बोहत तेज चली हो जैसे
ज़िंदगी तेज बोहत तेज चली हो जैसे

कैसे बिछड़ून के वो
मुझमें ही कहीं रहता हैं
उस से जब बचके गुज़रता हूँ
तोह ये लगता हैं,

वो नज़र छुपके मुझे देख रही हो जैसे.


Teri Fariyaad Music Video


Also check Teri Fariyaad Lyrics in following languages:


Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Oriya Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Teri Fariyaad lyrics in English


Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise
Teri fariyad ma ga re
Mujhme dabi ho jaise,

Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Jaagte jaagte ik umar kati ho jaise
Ab koi aas na umeed
Bachi ho jaise.

Raste chalte hain
Magar paaon thame lagte hain,

Hum bhi is barf ke manzar mein
Jame lagte hain,

Jaan baaki hai magar saans ruki ho jaise.

Waqt ke paas latife bhi hain
Marham bhi hai
Kya karoon main ke mere dil mein
Tera gham bhi hai.

Meri har saansTere naam likhi ho jaise
Koi fariyad tere dil mein
Dabi ho jaise.

Kisko naraaz karoon
Kis se khafa ho jaoon
Aks hain dono mere
Kis se judaa ho jaoon,

Mujhse kuch teri nazar pooch
Rahi ho jaise.

Raat kuch aisi kati hai ke
Sehar hi na mili
Jism se jaan ke nikalne
Khabar hi naa mili.

Zindagi tez bohat tez chali ho jaise
Zindagi tez bohat tez chali ho jaise

Kaise bichdoon ke wo
Mujhme hi kahin rehta hai
Us se jab bachke guzarta hoon
Toh ye lagta hai,

Wo nazar chhupke mujhe dekh rahi ho jaise.

If you enjoyed Teri Fariyaad lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Teri Fariyaad

Teri Fariyaad is a song from Tum Bin 2 2016. It is sung by Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj. The lyrics are written by Manoj Muntashir, Shakeel Azmi. The music direction is by Ankit Tiwari. The song was released in 2016.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Teri Fariyaad?

Teri Fariyaad is sung by Jagjit Singh, Rekha Bhardwaj.

Who wrote the lyrics of Teri Fariyaad?

The lyrics are written by Manoj Muntashir, Shakeel Azmi.

Which movie or album is Teri Fariyaad from?

It is from Tum Bin 2 2016.

Where can I watch the official video of Teri Fariyaad?

You can watch the official music video of Teri Fariyaad on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown