Tum Se Badhakar Duniya Me ( तुम से बढ़कर दुनिया मे ) lyrics in Hindi. Sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar. Lyrics by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). Music by Rajesh Roshan. From Kaamchor 1982.
| Movie | Kaamchor 1982 |
| Singers | Alka Yagnik, Kishore Kumar |
| Music Director | Rajesh Roshan |
| Lyricist | Indeevar (Shyamalal Babu Rai) |
| Cast | Rakesh Roshan, Jaya Prada, Suresh Oberoi, Shriram Lagoo |
| Music Label | Saregama |
तुम से बढ़कर दुनिया मे
तुम से बढ़कर दुनिया मे
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
तुम से बढ़कर दुनिया मे
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
क्या खूब आँखे हैं तेरी
इन मे ज़िंदगनी हैं मेरी
क्या खूब आँखे हैं तेरी
इन मे ज़िंदगनी हैं मेरी
जी लेंगे हम देख देख के इन को
क्या खूब आँखे हैं तेरी
तो ही तो ख्वाबों मे
तो ही तो ख्वाबों मे हैं
ना दूजा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
तुम से बढ़कर दुनिया मे
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
सुंदरता तुने वो पायींजन हैं तुझपे खुदाई
नाज़ नहिंपने पर फिर भी तुझको
सुंदरता तुने वो पायी
दिल का हसीन तेरह जैसा
दिल का हसीन तेरह जैसा
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
तुम से बढ़कर दुनिया मे
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
बातों मे तेरी एक अदा हैं
तेरी अदा मे वफ़ा हैं
फिर भी तुझसे मिलाने को जी चाहें
बातों मे तेरी एक अदा हैं
दिल मे इतना प्यार लिए
दिल मे इतना प्यार लिए
ना आया कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी
तुम से बढ़कर दुनिया मे
ना देखा कोई और
ज़ुबान पर आज दिल की बात आ गयी.
Tum se badhakar duniya me
Tum se badhakar duniya me
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Tum se badhakar duniya me
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Kya khub aankhe hain teri
Inn me zindagani hain meri
Kya khub aankhe hain teri
Inn me zindagani hain meri
Ji lenge ham dekh dekh ke in ko
Kya khub aankhe hain teri
Too hi too khwabo me
Too hi too khwabo me hain
Naa duja koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Tum se badhakar duniya me
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Sundarata tune woh payiNajan hain tujhpe khudayi
Naj nahinapne par fir bhi tujhko
Sundarata tune woh payi
Dil kaa hasin tere jaisa
Dil kaa hasin tere jaisa
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Tum se badhakar duniya me
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Baato me teri ek ada hai
Teri ada me wafa hai
Fir bhi tujhse milane ko ji chahe
Baato me teri ek ada hai
Dil me itana pyar liye
Dil me itana pyar liye
Naa aaya koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi
Tum se badhakar duniya me
Naa dekha koyi aur
Zubaan par aaj dil ki bat aa gayi.
If you enjoyed Tum Se Badhakar Duniya Me lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Tum Se Badhakar Duniya Me is a song from Kaamchor 1982. It is sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar. The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai). The music direction is by Rajesh Roshan. The song was released in 1982.
Tum Se Badhakar Duniya Me is sung by Alka Yagnik, Kishore Kumar.
The lyrics are written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).
It is from Kaamchor 1982.
You can watch the official music video of Tum Se Badhakar Duniya Me on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown