Raat Ke Musafir ( रात के मुसाफिर ) lyrics in Hindi. Sung by Piyush Mishra. Lyrics by Piyush Mishra. Music by Piyush Mishra. From Gulaal 2009.
| Movie | Gulaal 2009 |
| Singers | Piyush Mishra |
| Music Director | Piyush Mishra |
| Lyricist | Piyush Mishra |
| Cast | Raj Singh Chaudhary, Kay Kay Menon, Deepak Dobriyal, Mahi Gill, Ayesha Mohan, Jesse Randhawa, Aditya Srivastava, Piyush Mishra, Abhimanyu Singh |
| Music Label | T-Series |
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो
आग ना संभाल के
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो
आग ना संभाल के
रात के मुसाफिर
चल तो तू पड़ा हैं,
फ़ासला बड़ा हैं
जान ले अंधेरे के
सर पे खून चढ़ा हैं
चल तो तू पड़ा हैं,
फ़ासला बड़ा हैं
जान ले अंधेरे के
सर पे खून चढ़ा हैं
मुकाम खोज ले तू,
मकान खोज ले तू
इंसान के शेहर मैं
इंसान खोज ले तू
देख तेरी ठोकर से
राह का वो पत्थर
माथे पे तेरह कस के
लग जाये ना उचल के
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो
आग ना संभाल कहू रात के मुसाफिर
माना की जो हुआ हैं
वो तुने भी किया हैं
इन्हो ने भी किया हैं
उन्होंने भी किया हैं
माना की तुने हाँ हाँ
चाहा नहीं था लेकिन
तू जानता नहीं की
यह कैसे हो गया हैं
लेकिन तू फिर भी सुन ले
नहीं सुनेगा कोई
तुझे यह सारी दुनिया
खा जाएगी निगल के
तुझे यह सारी दुनिया
खा जाएगी निगल के
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो
आग ना संभाल के
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो
आग ना संभाल के
रात के मुसाफिर
हू रात के मुसाफिर
तू भागना संभाल के
पोटली मैं तेरी हो आग
ना संभाल के, रात के मुसाफिर.
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho
Aag naa sambhal ke
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho
Aag naa sambhal ke
Raat ke musafir
Chal to tu pada hai,
Faasla bada hai
Jaan le andhere ke
Sar pe khoon chadha hai
Chal to tu pada hai,
Faasla bada hai
Jaan le andhere ke
Sar pe khoon chadha hai
Mukaam khoj le tu,
Makaan khoj le tu
Insaan ke sheher mein
Insaan khoj le tu
Dekh teri thokar se
Raah ka wo pathar
Maathe pe tere kas ke
Lag jaaye naa uchal ke
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho
Aag naa sambhal keHoo raat ke musafir
Maana ki jo hua hai
Wo tune bhi kiya hai
Inho ne bhi kiya hai
Unhone bhi kiya hai
Maana ki tune haan haan
Chaha nahi tha lekin
Tu jaanta nahi ki
Yeh kaise ho gaya hai
Lekin tu phir bhi sunn le
Nahi sunega koi
Tujhe yeh saari duniya
Khaa jaayegi nigal ke
Tujhe yeh saari duniya
Khaa jaayegi nigal ke
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho
Aag naa sambhal ke
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho
Aag naa sambhal ke
Raat ke musafir
Hoo raat ke musafir
Tu bhaagna sambhal ke
Potli mein teri ho aag
Naa sambhal ke, raat ke musafir.
If you enjoyed Raat Ke Musafir lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Raat Ke Musafir is a song from Gulaal 2009. It is sung by Piyush Mishra. The lyrics are written by Piyush Mishra. The music direction is by Piyush Mishra. The song was released in 2009.
Raat Ke Musafir is sung by Piyush Mishra.
The lyrics are written by Piyush Mishra.
It is from Gulaal 2009.
You can watch the official music video of Raat Ke Musafir on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown