Tum Dekh Rahe Ho ( तुम देख रहे हो ) lyrics in Hindi. Sung by Pushpa Hans. Lyrics by Behzad Lucknavi. Music by Vasant Desai. From Sheesh Mahal.
| Movie | Sheesh Mahal |
| Singers | Pushpa Hans |
| Music Director | Vasant Desai |
| Lyricist | Behzad Lucknavi |
| Cast | Sohrab Modi, Nigar Sultana, Pran |
| Music Label | Saregama |
तुम देख रहे हो
के मिट सारे सहारे
भगवान हमारे
भगवान हमारे
तुम देख रहे हो
के मिट सारे सहारे
तुम देख रहे हो
के मिट सारे सहारे
भगवान हमारे
भगवान हमारे
हर ओर से आफत ने
हमें घेर लिया हैं
हर ओर से आफत ने
हमें घेर लिया हैं
तुमने भी गजब ये हैं
के मुँह फेर लिया हैं
तुमने भी गजब ये हैं
के मुँह फेर लिया हैं
माना के बुरे
माना के बुरे हम हैं
मगर हैं तो तुम्हारे
भगवान हमारे
भगवान हमारे
अब तुम ही बताओ केतुम्हे कैसे जगाएं
अब तुम ही बताओ के
तुम्हे कैसे जगाएं
आहें भरें या चुप रहें
या शीश नवाएं
आहें भरें या चुप रहें
या शीश नवाएं
तक़दीर के तक़दीर के
भगवान हमारे
भगवान हमारे
हम तुम से ये कहते हैं
हम तुम से ये कहते हैं
ना तुम हमको भुलाओ
सागर मैं फनसे हम हैं
हमें धीर बंधाओ
सागर मैं फनसे हम हैं
हमें धीर बंधाओ
ऐसा ना हो ऐसा ना हो इक रोज़ डुबो
दे हमें धारे
भगवान हमारे
भगवान हमारे
तुम देख रहे हो
के मिट सारे सहारे
भगवान हमारे
भगवान हमारे.
Tum dekh rahe ho
Ke mite saare sahaare
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare
Tum dekh rahe ho
Ke mite saare sahaare
Tum dekh rahe ho
Ke mite saare sahaare
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare
Har oar se aafat ne
Hamen gher liyaa hai
Har oar se aafat ne
Hamen gher liyaa hai
Tumne bhi ghazab ye hai
Ke munh pher liyaa hai
Tumne bhi ghazab ye hai
Ke munh pher liyaa hai
Maana ke bure
Maana ke bure ham hain
Magar hain to tumhaare
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare
Ab tum hi bataao keTumhe kaise jagaayen
Ab tum hi bataao ke
Tumhe kaise jagaayen
Aahen bharen ya chup rahen
Ya sheesh nawaayen
Aahen bharen ya chup rahen
Ya sheesh nawaayen
Taqdeer ke taqdeer ke
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare
Ham tum se ye kahte hain
Ham tum se ye kahte hain
Na tum hamko bhulaao
Saagar mein phanse ham hain
Hamen dheer bandhaao
Saagar mein phanse ham hain
Hamen dheer bandhaao
Aisa na ho aisa na ho ik roz dubo
De hamen dhaare
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare
Tum dekh rahe ho
Ke mite saare sahaare
Bhagwaan hamaare
Bhagwaan hamaare.
If you enjoyed Tum Dekh Rahe Ho lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.
Tum Dekh Rahe Ho is a song from Sheesh Mahal. It is sung by Pushpa Hans. The lyrics are written by Behzad Lucknavi. The music direction is by Vasant Desai.
Tum Dekh Rahe Ho is sung by Pushpa Hans.
The lyrics are written by Behzad Lucknavi.
It is from Sheesh Mahal.
You can watch the official music video of Tum Dekh Rahe Ho on YouTube via the video player on this page.
Notice an error in these credits? Report a correction.
Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown