Agar Main Kahoon Lyrics in Hindi (अगर में कहूँ) – Alka Yagnik, Udit Narayan

अगर में कहूँ Agar Main Kahoon Song Lyrics in Hindi

Agar Main Kahoon ( अगर में कहूँ ) lyrics in Hindi. Sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics by Javed Akhtar. Music by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan. From Lakshya 2004.

Movie Lakshya 2004
Singers Alka Yagnik, Udit Narayan
Music Director Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan
Lyricist Javed Akhtar
Cast Hrithik Roshan, Preity Zinta, Amitabh Bachchan
Music Label Sony Music

Agar Main Kahoon lyrics in Hindi


अगर में कहूँ मुझे
तुमसे मोहब्बत हैं
मेरी बस यही चाहत हैं
तोह क्या कहोगी
अगर में कहूँ मुझे
तुमसे मोहब्बत हैं
मेरी बस यही चाहत हैं
तोह क्या कहोगी
में तुमसे कहूँगी
इस बात को अगर तुम
ज़ारा और सजा के कहते
ज़ारा घूम-फिरा के कहते
तोह अच्छा होता

अगर में कहूँ
तुमको जब देखूँ
लगती हो जैसे नयी
होंठ्ह हैं पंखड़ी फूल की
आँखें जैसे जुगनू चमके हुवे
सोचें मेरा ये दिल धड़कते हुवे
अगर में कहूँ…
अगर में कहूँ ये जो चेहरा हैं
जैसे कोई चाँद हैं तोह क्या कहोगी

में तुमसे कहूँगी
मुझको बोले से भी
चाँद तुम ना कहो
चाँद मैं तोह काईं दाग हैं
मुझे फूल ना कहना
वो मुरझाते हैं
जुगनू भी ना कहनाओ खो जाते हैं
ये बातें पुरानी हैं
जो मुझको सुनानी हैं
किस्सी और अदा से कहते
ज़ारा घूम-फिरा के कहते
तोह अच्छा होता
अगर में कहूँ मुझे
तुमसे मोहब्बत हैं
मेरी बस यही चाहत हैं
तोह क्या कहोगी

अगर में कहूँ
बातें सुनके तुम्हारी
में हैरान हूँ
जो भी कहना हैं कैसे कहूँ
लगता तुम्हें कुछ
भी अच्छा नहीं
सच को भी कहती हो सच्चा नहीं

अगर में कहूँ..
अगर में कहूँ तुम्हें
पता नहीं हैं क्यों
हैं प्यार मुझे भी
तुमसे तोह क्या कहोगे
में तुमसे कहूँगा
मेरे दिल का हैं ये कहना
हम को हैं साथ मैं रहना
ये दोनों के दिल मैं हैं ना
तोह फिर क्यों कहना
अगर में कहूँ
तोह में तुमसे कहूँगी.


Agar Main Kahoon Music Video


Also check Agar Main Kahoon lyrics in following languages:

Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Odia Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Agar Main Kahoon lyrics in English


Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi
Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi
Main tumse kahoongi
Is baat ko agar tum
Zara aur saja ke kehte
Zara ghooma-phira ke kehte
Toh achcha hota

Agar main kahoon
Tumko jab dekhoon
Lagti ho jaise nayi
Honthh hain pankhadi phool ki
Aankhein jaise jugnu chamke huwe
Soche mera ye dil dhadakte huwe
Agar main kahoon…
Agar main kahoon ye jo chehra hai
Jaise koyi chaand hai toh kya kahogi

Main tumse kahoongi
Mujhko bhoole se bhi
Chaand tum na kaho
Chaand mein toh kayin daag hai
Mujhe phool na kehna
Woh murjhaate hain
Jugnu bhi na kehnaWoh kho jaate hain
Ye baatein puraani hai
Jo mujhko sunaani hai
Kissi aur adaa se kehte
Zara ghooma-phira ke kehte
Toh achcha hota
Agar main kahoon mujhe
Tumse mohabbat hai
Meri bas yehi chaahat hai
Toh kya kahogi

Agar main kahoon
Baatein sunke tumhaari
Main hairaan hoon
Jo bhi kehna hai kaise kahoon
Lagta tumhein kuchh
Bhi achcha nahin
Sach ko bhi kehti ho sachcha nahin

Agar main kahoon..
Agar main kahoon tumhein
Pata nahin hai kyun
Hai pyaar mujhe bhi
Tumse toh kya kahoge
Main tumse kahoonga
Mere dil ka hai ye kehna
Ham ko hai saath mein rehna
Ye dono ke dil mein hai na
Toh phir kyun kehna
Agar main kahoon
Toh main tumse kahoongi.

If you enjoyed Agar Main Kahoon lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Agar Main Kahoon

Agar Main Kahoon is a song from Lakshya 2004. It is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. The lyrics are written by Javed Akhtar. The music direction is by Ehsaan Noorani, Loy Mendonsa, Shankar Mahadevan. The song was released in 2004.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Agar Main Kahoon?

Agar Main Kahoon is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan.

Who wrote the lyrics of Agar Main Kahoon?

The lyrics are written by Javed Akhtar.

Which movie or album is Agar Main Kahoon from?

It is from Lakshya 2004.

Where can I watch the official video of Agar Main Kahoon?

You can watch the official music video of Agar Main Kahoon on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown