Itne Kareeb Aake Lyrics in Hindi (इतने करीब आके) – Mubarak Begum, Talat Mahmood

इतने करीब आके Itne Kareeb Aake Song Lyrics in Hindi

Itne Kareeb Aake ( इतने करीब आके ) lyrics in Hindi. Sung by Mubarak Begum, Talat Mahmood. Lyrics by Sahir Ludhianvi. Music by Mohammed Zahur Khayyam. From Shagoon.

Movie Shagoon
Singers Mubarak Begum, Talat Mahmood
Music Director Mohammed Zahur Khayyam
Lyricist Sahir Ludhianvi
Cast Waheeda Rehman, Nivedita, Neena
Music Label Saregama

Itne Kareeb Aake lyrics in Hindi


इतने करीब आके भी
क्या जाने किस लिए
इतने करीब आके भी
क्या जाने किस लिए

कुछ अजनबी से आप हैं
कुछ अजनबी से हम
कुछ अजनबी से आप हैं

वो एक बात जो थी
फाकत आप के लिए
वो एक बात जो थी
फाकत आप के लिए

वो एक बात कह ना
सके आप ही से हम
वो एक बात कह ना
सके आप ही से हम
कुछ अजनबी से आप हैं

ऐसी तो कोई कैड
नहीं दिल की बात पर
ऐसी तो कोई कैदनाही दिल की बात पर

आपस की बात हैं तो
डरे क्यों किसी से हम
कुछ अजनबी से आप हैं

तुम दूर हो तो मौत भी
आये ना हम को रास
तुम दूर हो तो मौत भी
आये ना हम को रास

तुम पास हो तो जान भी
दे दे खुशी से हम
कुछ अजनबी से आप हैं

मौत एक वहम और
हक़ीकत हैं ज़िंदगी
इक दूसरे को माँगेंगे
इस ज़िंदगी से हम

इक दूसरे को माँगेंगे
इस ज़िंदगी से हम
इक दूसरे को माँगेंगे.


Itne Kareeb Aake Music Video


Also check Itne Kareeb Aake lyrics in following languages:

Bengali Telugu Tamil Gujarati Kannada Odia Malayalam Punjabi Assamese Urdu

Itne Kareeb Aake lyrics in English


Itne kareeb aake bhi
Kya jaane kis liye
Itne kareeb aake bhi
Kya jaane kis liye

Kuchh ajanabi se aap hai
Kuchh ajanabi se hum
Kuchh ajanabi se aap hai

Wo ek baat jo thi
Faqat aap ke liye
Wo ek baat jo thi
Faqat aap ke liye

Wo ek baat keh na
Sake aap hi se hum
Wo ek baat keh na
Sake aap hi se hum
Kuchh ajanabi se aap hai

Aisi to koi qaid
Nahi dil ki baat par
Aisi to koi qaidNahi dil ki baat par

Apas ki baat hai to
Dare kyo kisi se hum
Kuchh ajanabi se aap hai

Tum dur ho to maut bhi
Aaye na hum ko raas
Tum dur ho to maut bhi
Aaye na hum ko raas

Tum paas ho to jaan bhi
De de khushi se hum
Kuchh ajanabi se aap hai

Maut ek vaham aur
Haqikat hai zindagi
Ik dusare ko maangege
Is zindagi se hum

Ik dusare ko maangege
Is zindagi se hum
Ik dusare ko maangege.

If you enjoyed Itne Kareeb Aake lyrics in Hindi, please share it with your friends and family. We work hard to get you the latest updates.

About Itne Kareeb Aake

Itne Kareeb Aake is a song from Shagoon. It is sung by Mubarak Begum, Talat Mahmood. The lyrics are written by Sahir Ludhianvi. The music direction is by Mohammed Zahur Khayyam.

Frequently Asked Questions

Who is the singer of Itne Kareeb Aake?

Itne Kareeb Aake is sung by Mubarak Begum, Talat Mahmood.

Who wrote the lyrics of Itne Kareeb Aake?

The lyrics are written by Sahir Ludhianvi.

Which movie or album is Itne Kareeb Aake from?

It is from Shagoon.

Where can I watch the official video of Itne Kareeb Aake?

You can watch the official music video of Itne Kareeb Aake on YouTube via the video player on this page.

Notice an error in these credits? Report a correction.

Editorial policy · Report a lyric correction · Rights & takedown